Na’ey Manzar Sajana Chahti Hon
Mein Hud Ko Aazmana Chahti Hon

Terey Rastoo Ki Barish Say Guzar K
Main Apney Ghar Ko Jana Chahti Hon

Merey Honton Pay Ek Harf-E-Dua Ha
Ab Iss Ka Faiz Pana Chahti Hon…