Faraz Sms Category

Likhay Thy Jitnay Bhi Khat

In: Faraz Sms

Likhay Thay Jitnay bhi Khat tmnay mujhay Faraz
wo sub abbu nay parh liye KHOL K DARAAZ…

Faraz Sms

In: Faraz Sms

Merey marney per bohat se logon k yeh alfaz hon gy
“Faraz” acha tha mar gaya aksar udas rahta tha.

Sadagi Ki Duhai To Har Koi Deta Hai “Faraz”
Lekin Marte Sab Hi Be-Hayai Pe Hain

Bin mangay hi mil jati hain tabeerain ksi ko “Faraz”
Koi khali hath rah jata hay hazaroon duaoon k bad bhi

Taras Gaya Ha Jahan Rasm-e- Dosti K Liye.

In: Faraz Sms

Kahin se dhoond k laa do wafa jo mil jaye
“”Faraz””
Taras gaya hai jahan rasm-e dosti k liye.

Moudatoon baad mila mera naam poch liya FARAZ
Bicharty waqt jis ne kaha tha tum bhoout yad aoo ga

Ik Gunah Sa Hum Khareed Lain Inhain

In: Faraz Sms

Ik gunah sa hum khareed lain inhain “Faraz”
Jinhain bara naaz ha ka wo biktay nahi

Nikaal Dy Dil Sa Khayaal Uss Ka “Faraz”

In: Faraz Sms

Nikaal dy dil sa khayaal uss ka “Faraz”
yadeen kisi ki taqder badla nahi kartin…

Jo Na Ho Sakay Apna

In: Faraz Sms

Takhleek-e- kainaat ki ya reet bari nirali ha “Faraz”
Jo na ho sakay apna,dil muhabat bhi usi sa karta ha..

Ya Wafaa Unn Dinoo Ki Baat Ha Faraz

In: Faraz Sms

Ya wafaa unn dinoo ki baat ha “Faraz”
jub makan kachy or loog sachy howa karty tha


About this blog

This is the Blog for SMS Text Messages, Poetry, Quotes, Shayari, Quotations, Poems, Funny SMS, Birthday Messages, Jokes SMS, Romantic Messages, Love SMS, Friendship Messages, Dirty Text Messages Eid SMS Messages, Christmas Messages, Christmas Wishes, Christmas Greetings, New Year Mobile SMS Text Messages, Sad Messages, Sad SMS Poetry and Condolence Text Messages.


Sponsors