Just another WordPress weblog
Mera Puchna Tujh sy
Tumhn Kya Pyar Ha Mujhse?
Wo Tera Muskura Dena
Nigahon Ko Jhuka Dena
Mere Kandhe Pe Sar Rakh Kr
Nafi Men Sar Hila Dena..
loog pathar maarny aay to wo bhi sath thy,
jin ka gunah kabhi hum apny sar lia karty thy..
Wo mara sub kuch ha mara mukadar nahi Muhsin
Kash wo mara sub kuch na hota mukadar hotaa….
Kash k un ko aay khiaal humari iss bazaar halat ka “Mohsin”
wo loog jo apna banaa ka bay-khabar sa rahtay hain..
Ab to mumkin hi nahi un se mulaqaat “Mohsin”
Ab to urooj pe pohnchi hai us ki zaat
Khud ba-khud chor gy hein tu chalo thek hua
Itne ehbab kahan hmse sanbhale jaty
Hm b Ghalib ki trha kocha-e-jana se MOHSIN
Na nikalte tu ksi roz nikaly jaty
Mein na iss torr say chaha tujhy aksar jana
Jesay mahtab ko bay-ant sumandar chahay
Jesay soraj ki kiran seep k dil mein utray
Jesay khushbo ko hawa rang sa hatt kr chahay
Chehry Parhta Ankhein Likhta Rehta Hoon,
Mein Bhi Kaisi Batein Likhta Rehta Hoon,
Sary Jism Darakhton Jaisy Lagty Hein,
Or Banhoo Ko Shakhein Likhta Rehta Hoon …
Wafa mein Aab yeah hunar Ikhtiyaar karna ha..
Woh sach kahay na kahay aaitbaar karna ha..
Yeah tujh ko jaagtay rehnay ka shouq kab say howa
Mujhay tu khair taira intazaaar karna ha
Hawa ke zad mein jalanay hain ansoon kay chiraagh
Kabhi yeah jashan sar rah’guzaar karna ha
woh muskura kay naye waswasoon mein daal gaya
Khayaal tha keh ussay sharamsaar [...]
This is the Blog for SMS Text Messages, Poetry, Quotes, Shayari, Quotations, Poems, Funny SMS, Birthday Messages, Jokes SMS, Romantic Messages, Love SMS, Friendship Messages, Dirty Text Messages Eid SMS Messages, Christmas Messages, Christmas Wishes, Christmas Greetings, New Year Mobile SMS Text Messages, Sad Messages, Sad SMS Poetry and Condolence Text Messages.