kisi ko jhukanay ki aadat nahi ha,
ashk bahnay ki aadat nahi ha,
hum khoo gy to pachtao gy,
humain lout ana ki adat nahi ha,
tary dar pa wafa k sawali ban jatay,
lakin haath phalany ki aadat nahi ha……