jo jo  un ke husn ki rakhaty hain dil se chaah,
jaaty hain un ke saath taby eid-gaah
topoon ke shor aur dogaanon ki rasm-o-raah
mayaany, khilony, sair, mazy, aaish, vaah-vaah