Udaasiyon ki shaam aur yaadon ka samaan,
Apni palkon pe sitary hargizz na laayein ge,,
Rakhna sanbhaal ke tum chand khushiyan mere liye,
Main laut kar aaun ga, phir Eid manayein ge…