Gham ke saagar mein kabhi doob na jana,
Rahon peh chal kr manzil na pao to toot na jana,

Zindagi mein agar pyar ki kami mehsoos ho to,
Hum zinda hain yeh kabhi bhool na jana…