Aslam o Alaikum

Mara nam Shaban ha,
maray prosi ramzan app ka ghar aa rahay han
Apni biwi roza aur 2 batiya sehri aur aftari
aur 3 bation rahmat barkat aur magfarat ka sath
app ka ghar aa rahay han
umeed hai un ka khub ihtaram karrain karin gain
yeh mahman app ka ghar 30 din rahai gain aur
phir eid ki falit sai wapis chalain jain gain
Allah Hafiz

***Ramadan Mubarak****