Bohat khamosh reh kar jo sadaain mujh ko deta ha
bare sunder se jazboon ki wafaain mujh ko deta ha

Kabhi jo dard ki aatish sulgaane mujh ko lagti ha
wo apni saans ki mehekti hawaain mjh ko deta ha

Use main ajnabi samjhi magr har mor per wo
apne naam ki sari duaain mujh ko deta ha.