ha ye mumkin ka talab gaah e muhabbat main kabhi
dil ki gehraai se tu ne mujhe chaaha hi na ho

umr bhar saath rahain,saath jiain,saath marain
in duaaon k liye haath uthaaya hi na ho.