phirta ha deewana teray pyar mein
intizaar main hai teray ik deedar k
na janay tera aana kab hou us gali main
jis gali main tu nay waday kiya pyar k